Pag-pag mein

Pag-pag mein phool khile,
Khushi aap sabko itni mile,
Kabhi na ho dukhon ka samna,
Yahi hai apko Navratri ki subhkamna.

 Maa Durga ki aseem kripa se

Maa Durga ki aseem kripa se aap sabka jeevan sada hasta muskarat rahe.
Isliye prem se bolo Jai Mata Di
Happy Navratri

 Warm greetings on Navratri

Ye navratri aapke jeewan men sukh, samridhi, pragati k dwar khole.
Maa ki mamtamayi chhav men aap hamesa aanand se rahe.
Navratri ki badhai

 Have a Glorious Navratri

Let’s revere Amba Maata….
As she returns to her earthly abode…
Giving us cause for celebration, at home and abroad….
So light the brightest diyas…….
Sing the sweetest sangeets
Adorn yourselves in finery ….
Prepare those sumptuous feasts…….
Revel in the merrymaking………
Have a Glorious Navratri

 Nav Durga Ki Ashirwad Aapke Sath Bane Rahe

partham durga sri sailputri, ditiya sri bramacharini, tritiya sri chandraghata, chaturth durga sri kumanda, pancham durga sri sakandmata, sastha sri kaatyayani, sapatam durga sri kaalratri, astam sri mahagauri navam sri sidhidaatri apko aur apke pariwar ko amast rupon se aasirvaad karein.

 Maa Durge, Maa Ambe,

Maa Durge,
Maa Ambe,
Maa Jagdambe,
Maa Bhawani,
Maa Sheetla,
Maa Vaishnao,
Maa Chandi,
Mata Rani meri aur apki manokamna puri karey..
JAI MATA DI.

 Maa ki jyoti se noor milta hai,

Maa ki jyoti se noor milta hai,
sabke dilo ko shurur milta hai,
jo bhi jata hai MAA ke dwar,
kuch na kuch jarur milta hai.
SHUBH NAVRATRI.

 Maa durga…

Maa durga apko apni 9 bhujao se:
1. bal
2. buddhi
3. aishwarya
4. sukh
5. swasthya
6. daulat
7. abhijeet
8. nirbhikta
9. sampannta
pradan kare
JAI MATA DI.

 PYAR KA TARANA UPHAR HO,

PYAR KA TARANA UPHAR HO,
KHUSHIYO KA NAZRANA BESHUMAR HO,
NA RAHE KOI GAM KA EHSAS;
AISA Navratra UTSAV IS saal ho, , . .
HAPPY NAVRATRA.

 This Navratri,

This Navratri, may you be blessed with good fortune as long as Ganeshji’s trunk, wealth and prosperity as big as his stomach, happiness as sweet as his ladoos and may your trouble be as small as his mouse.
Happy Navratri

SMS Categories