1 girl ask 2 pappu : woh kia hai jo cow k paas 4 or mere paas 2 hain?
pappu : legs

Girl : woh kia hai jo tumhari pant main hai aur meri pant mein nahi hai?
pappu: paisay

Girl : woh kia hai jo log din main karne k bajaye ko raat bistar pe kartay hain
pappu: neend puri karte hain

girl : woh kia hai jo larki pehli daffa karwate huye pain
ki wajah se roti hai?
pappu : kaan main ched

MORAL : aap bhi apni zehniat pappu ki tarhan saaf rakhain

SMS Categories